Adhura Pyaar // adhuri Mohhabat // अधूरा प्यार शायरी // Meri adhuri kahani Shayari ~ Breakup Sad shayari

Love (Pyaar)  Har insaan Ke life mein Kabhi na Kabhi hota h, Wo Chahe school, college or office time hi Kyo na ho, love hone par insaan ki feeling change ho jaati h, Aur har samaan romantic lagane lag jata h, wohi love jab kisi wajah se tut jata hai, to insaan ko Bahut dukh (sad)  lagta hai, aur Bahut sad ho jata hai, 

Yaha Best status Aapko kuch Aise sad status, shayari, quotes, SMS, massage, share Kr raha h jisase aap apne sad feeling ko express kr sakte hai. 

Sad status,

Best Pyaar Adhura shayari, 

Sad love quotes,

Miss you sad status. 

    Breakup in Love Sad Status Shayari in Hindi, Best Adhura pyaar Shayari. 

    Adhura kahani Shayari 
    Hindi breakup Shayari 
    Romantic breakup Shayari in Hindi 
    Hindi sad Shayari in love 
    Love very sad Shayari in Hindi 
    Adhuri pyaar Shayari 
    Adhuri Mohhabat Shayari in Hindi 
    Very sad breakup Status in Hindi 
    Hindi breakup Shayari 
    Best breakup Shayari in Hindi
    Sad love Shayari 

    ख्वाहिशें रह गयी जो अधूरी, काश कि हो जाएं पूरी....
    कुछ तो अपनापन सा हो, अकेलापन कुछ कम सा हो...
    दिल के अरमानों का आसमान थोडा तो नीला हो, आँखों का सूनापन थोडा तो गीला हो....

     दुनिया की बस्ती में चाहे जो भी तरंग हो, बस मेरी  जिंदगी में तेरी दोस्ती के रंग हो ....

    कोई ख्वाइश तेरी अधूरी न रहे
    चाहे जिसे तू उस से
    दूरी न रहे
    खुशियों के फूल इतने खिलें तेरे जीवन में,
    के हमारी याद भी
    तेरे लिए ज़रूरी न रहे.

    बिखरा वज़ूद, टूटे ख़्वाब, सुलगती तन्हाईयाँ!!
    कितने हसींन तोहफे दे जाती है ये अधूरी मोहब्बत।

    तेरे दिल में मेरी साँसों को जगह मिल जाए
    तेरे इश्क़ में मेरी जान फ़ना हो जाए
    अधूरी साँस थी धड़कन अधूरी थी अधूरे हम
    मगर अब चाँद पूरा हैं फलक पे और अब पूरे हैं हम

    मैं अधूरा शायर तुम ग़ज़ल पूरी हो
    कैसे कह दूँ कि तुम मेरी मज़बूरी हो
    मैं तुम्हे हर पल याद करता हूँ लेकिन तुम मुझे
    उतना ही याद करना जितना जीने के लिए जरूरी हो
    हर बार मोहब्बत मिलने का नाम नहीं होता, कभी कभी
    मोहब्बत सच्ची तब होती है जब आपस में दुरी हो.

    अधूरी ख्वाइस पूरी हो जाए !
    मुझे याद करना उनकी मज़बूरी हो जाए !!
    ऐ खुदा कुछ ऐसी तकदीर बना दे मेरी !
    की उनकी हर ख़ुशी हमारे बिना अधूरी हो जाए !!

    तुम्हारे पास हूँ लेकिन जो दूरी है समझता हूँ
    तुम्हारे बिन मेरी हस्ती अधूरी है समझता हूँ
    तुम्हे मै भूल जाऊँगा ये मुमकिन है नही लेकिन
    तुम्ही को भूलना सबसे ज़रूरी है समझता हूँ.

    लोग कहते हैं किसी एक के चले जाने से जिन्दगी अधूरी नहीं होती,
    लेकिन लाखों के मिल जाने से उस एक की कमी पूरी नहीं होती है !!

    कहते हे हाथो कि लकीरे अधूरी हो तो, किस्मत में मोहब्बत नहीं होती, पर सच तो ये हे कि हाथो में हो कोई प्यारा हाथ, तो लकीरो कि भी जरुरत नहीं होती !


    उसकी यादें दिल में ही रह गई
    थी शायद कोई मजबूरी
    जो मेरी काहानी फिर अधूरी रह गई।

    Mere rab ne ye karam anokha rakha,
    Di sari khushi par tanha rakha.
    Toot jata hai har khwab pura hokar,
    Isliye Maine Ek khwab adhura rakha..


    Aap Aate Ho Ankho Me Chand Sitare Lekr
    Jane Kaha Gye Khwab Hmare Lekr
    Kitne Hi Dur Chale Jao Hmse Lekin
    WaQt Ayga Apko Pas Hmare Lekar.


    Dhire-Dhire Umar kat jati h
    zindgi Yado ki kitab ban jati h
    kabhi kisi ki yad bahut tadpati he
    or
    kabhi yado k sahare zindagi kat jati hai.


    Raatein gumnam hoti hai
    Din kisike naam hota hai,
    Hum zindagi kuch is tarah jite hai,
    Ki har lamha sirf doston ke hi naam hota hai.


    Taro ki B Kuch Kahani hogi
    Antrishk ki Duniya B Suhani Hogi
    Aise hi nahi hai Asman ki Sundarta
    Jarur wo B kisi k Pyar ki Nishaani Hogi.


    Apko Bhula Dena Mera Andaz Nhi
    Apko Nazar-Andaz Karna Mere Zazbat Nhi
    Dosti Hamse Karke Dekho Yaar
    Phir Koi Rula De Ye Kisi Ki Aukaat Nhi…


    Arzu thi Aisa huva hota
    meri kami ne Tujhe rula diya hota
    Hum laut aate tere pas 1 Bas 1 bar tere Hontho ne mera nam liya hota.

    Best breakup Shayari in Hindi
    Hindi boy adhura rista shayari

    Maine Jo Puchha Khuda Se
    Wo Chala Gaya Mujhe Chhod kar Uski Kya Majboori thi,,
    Khuda Ne Kha
    isme Na Kusur Uska Na tera,,
    Maine yeh Kahani Likhi hi Adhuri thi.......

    Tere jane ke baad kuch ajeeb si kahani meri,
    Na koi zakhm na koi nishani teri.
    Har koi puchta hain mujhse,
    Kaha gayi woh dewaani teri,
    Bas has kar ye jawab de jata hu,
    Woh thi ek ansuni kahani meri,
    Har raat meri tanhayi pucha karti hain
    Kaha gayi woh pagli si dewaani teri,
    Aur main bas yahi keh pata hu,
    Woh hain ek adhuri kahani meri.

    Koi aayega aur fir kahega bewafa humein
    Baithe hain dekho apna sir jhukaye huye
    Likh de koi kahani meri chahe adhuri sahi
    Phirte hai haath mein kora kaagaz uthaye huye.

    Raat Me Sara Jahan
    Sota Hai.
    Magar Kisi Ki Yad Me Ye dil rota hai. 
    Fida Kisi Pe Mat Hona
    Ae Dost
    KyuKi
    Judai Me DARD Bahot
    Hota Hai.....


    Har raat meri tanhai pucha krti hai.....
    Kaha gyi wo pagli si dewaani teri.....
    Aur main bs udas hoke yahi keh pata hu....
    .
    Wo hai adhuri kahani meri

    Har waqt teri yaad kuch is tarah satati hai,
    muskurane ko hote hai hoth to aankh bhar aati hai..
    Umeed thi ki tum kabhi to saath dogi mera,
    kya pata tha ki wo bhi phoolo ki tarah khil ke murjhati hai..
    Sard palko se garm ashqo ka bahna kuch is tarah jaari rha,
    sukhe patto ko jaise tu aag lagati hai..

    um mujhe bhool kar to dekho,
    Har khushi rooth jayegi,
    Jab akele tum baithogi,
    Khud-ba-khud meri yaad aayegi.

    Mere armano ko dafna kar tum kisi aur ki hui
    Mere aansuon ko pochhti tum, mujhe samjhaati rahi
    Un aansuon ka sabab, apna pyaar khone ki tarap
    Meri adhuri kahani ko...tum nahi samjhi…

    Kabhi jhaank kar meri aankho mein dekha hota
    Saari dastaan padh lete tum
    Be-intiha pyar jhalakta tha tumhare liye in mein
    Par...tum nahi samjhi…

    Kal raat ek aansoo meri aankh se baha,
    Maine poocha tu bahar kyon aaya,
    Usne kaha aankhon mein to basti hai tasveer kisi aur ki,
    Isliye main wahan jagah nahi bana paya.

    Zindagi ka pehla pyaar kon bhulata hai, Ye pehli bar hota hau jab koi kisi ko khud se badhkar chahta hai.
    Uski pasand, uski khwahish me khud ko bhul jata hai, Akele mein uska naam likh likh kar mitata hai.
    Baat karne se pehle sochta hun, kya kehna hain, Baat hone ke baad fir kuch kehna reh jata hai.
    Hota hai itna khoobsurat pehla pyar, Toh jane kyun aksar adhoora reh jaata hai.

    Yaadon Me Humari Aap Bhi Khoye Honge
    Khuli Aankho Se Kbhi Aap Bhi Soye Honge
    Mana Hasna Hain Adaa Gam Chhupane Ki
    Par Haste Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge.


    Breakup Status for boy in Hindi
    Sad loving boy

    वक्त कम था बात अधूरी रह गयी, अच्छे लोगो से मुलाकात अधूरी रह गयी..
    उसके जाने के बाद हम रोये बहुत, कौन कहता है बरसात अधूरी रह गयी..!!

    अपनी मुलाकात कुछ अधूरी सी लगी..........
    पास होकर भी दुरी सी लगी.................
    होठों पे हंसी,आँखों में मज़बूरी सी लगी, ......
    जिंदगी में पहली बार किसी की दोस्ती जरुरी सी लगी !!

    शायर बना दिया अधूरी मोहब्बत ने....
    मोहब्बत अगर पूरी होती तो हम भी एक ग़ज़ल होते...।।।

    शायर बनना बहुत आसान है.
    बस एक अधूरी मोहब्बत की

    मुकम्मल डिग्री चाहिए !!

    महक अपने रिश्ते की फूलों से भी गहरी है,
    इसीलिए तो अपनी मोहब्बत साँसों पे ठहरी है,
    ना टूटे ये साँसों का रिश्ता जिंदगी से वरना
    समज़ेंगे दुनिया मे हर मोहब्बत अधूरी है !!

    जो अधूरी रह गयी वो कहानी सोचना.,
    कभी बैठ के तनहा अपनी बात पुरानी सोचना !!

    Kabhi hamari yaad sataye to chale aana,
    Tanhaai jab tumhe rulaye to chale aana,
    Yun to hum nahi hain teri dosti ke kabil,
    Dushman ki tarah chot lagane chale aana,
    Dil fareb hai ye hota nahi wafa ke kabil,
    Jab dil koi dard uthaaye to chale aana,
    Ishq ki jadd mein tufaan bahut hain,
    Jab koi sahil na nazar aaye chale aana.

    Beete huye din aaj rah gaya piche ban ke purani kahani
    bhula na paye woh din jo unke liye aaj hai purani kahani
    kahte the jo ek din mere bagair jeena dushwaar hai 

    bol gaye aaj dohrana nahi chahte ab wo purani kahani
    sochi thi dono milke rachen ge zindagi ki ek nayi kahani
    pata nahi tha meri kismat me likhi hai sirf adhuri kahani.


    Post a Comment

    Previous Post Next Post

    Contact Form