Republic Day 2022 Shayari (26 January) Best Hindi Shayari 2018,Republic Day Hindi Status.

Hindi Republic Day 2022 Shayari for WhatsApp and facebook. 

Best Republic Day Shayari 2018
Happy Republic Day 2018
Sabhi bharat vasion ko
Republic Day ki hardik shubhkamnayein,
meri dua hai mere desh per kisi ki nazar na lage,
aese hi fulon ki tarah mahekta rahe..
Jai Hind. 

Gandhi swapna jab satya bana,
Desh tabhi jab gantantra bana,
Aaj fir sae yaad kare woh mehnat,
Jo thi ki veero ne, aur bharat gantantra bana.


Aaj main aap se apne dil ki bat kahna chati hun
Haan wohi 3 alfaz jo aap sunna chahen
Haan wo hi 3 alfaz jo aap k dil ko chulen

***HAPPY REPUBLIC DAY***


Her der per lahrata yah tiranga rahe ,
Hum rahe na rahe duniya mein bas yah tiranga rahe
Sukh jayen aanshu hum sabhi ki aankhon se ,
Mere mulk mein bahti sada ganga rahe ,
Dur ho jay hum sab ke dilo se nafarte ,
Jami per kahin bhi na baki danga rahe ,
Dhak jay badan sab muflisho ke bhi ,
Mere pyare bharat me na koi nanga rahe ,
Hone na paye dropdi koi lajjit “Anmol”
Dhara per duryodhan kin a koi jangha rahe.

Desh Bahkto Ki Balidaan Se,
Swatnatra Huye Hai Hum..
Koi Puche Kon Ho To Grav
Se Kahenge bhartiya Hai Hum…
Happy Republic Day India.

Mere Desh ke naw Jawano
Abhi Tak markar Dekha Bewafa Sanam ke liye
Duptta Na mila hai kafan ke liye.
Ek Bar Markar dekho watan ke liye
Tiranga Milega kafan ke liye.
jay hind.


Republic Day Wishes Hindi Shayari

Jai hind shayari
Best Republic Day Shayari 
Hindi Republic Day Shayari 
Best wishes for republic day
Republic Day Hindi Status 

Pankh Failaye Hue More Bahut Dekhe Hain, Ghan Par Chaye Ghanghor Bahut Dekhe Hai, Nadi Kehti Hai Samandar Se Umhadna Seekho, Humne Barsaat Ke Ye Shor Bahut Dekhe Hain. Happy Republic Day To You.


Tairna hai to samandar mein tairo, Nadi naalo mein kya rakha hai, Pyar karna hai to watan se karo, In bewafa ladkiyo mein kya rakha hai.

Jaan to kardi hamne watan ke naam par, Shaan to kardi hamne watan ke naam par, Kurbaaniyo se pai hai hamne aazaadi, Hamara watan to laakho main ek hai, Aan bhi kardi hamne watan ke naam par. Happy Republic Day.

Daag Gulami Ka Dhoya Hai Jaan Luta Kar,
Deep Jalaye Hai Kitne Deep Bhujha Kar,
Mili Hai Jab Yeh Azadi To Fir Is Azadi Ko..
Rakhna Hoga Har Dushman Se Aaj Bachakar.
Happy Republic Day.

Wo fir aaya hai naye savare ke saath,
mil jul kal rahange hum ek duze ke saath,
wo tirangaa kitna pyara,
wo h deko hai sabse nayara,
aane na denge is pe aanch..
Happy Republic Day.

Alag hai Bhasha, Dharm Jaat
aur prant, bhesh, parivesh
par hum sab ka ek hai gaurav
Rashtradhwaj tiranga shrestha
Gantantra Diwas ki Hardik Shubh Kamnayein.

Wo fir aaya hai naye savare ke saath,
mil jul kal rahange hum ek duze ke saath,
wo tirangaa kitna pyara,
wo h deko hai sabse nayara,
aane na denge is pe aanch..
Happy Republic Day.

Alag hai Bhasha, Dharm Jaat
aur prant, bhesh, parivesh
par hum sab ka ek hai gaurav
Rashtradhwaj tiranga shrestha
Gantantra Diwas ki Hardik Shubh Kamnayein.


Woh shama jo kaam aaye anjuman ke liye,
Woh jazba jo qurban ho jaaye watan ke liye,
Rakhte hain hum woh houslein bhi
jo mar mite hindustan ke liye…!!
Happy Republic Day!

Jamane bhar mein milte hain aashiq kayi,
Magar vatan se khubsurat koi sanam nahi hota,
Noto mein lipat kar, sone mein simat kar mare hain kayi,
Mager tirange se khubsurat koi khafan nahi hota.
Happy Republic Day

Nahi Sirf Jashn Manana,
Nahi Sirf Jhande Lehrana,
Yeh Kaafi Nahi Hai Watan par,
Yadon Ko Nahi Bhulana,
Jo Qurbaan Hue,
Unke Lafzon Ko Aage Badhana,
Khuda Ke Liye Nahi ..
Zindgi Watan Ke Liye Lutana.
Happy Republic Day.

Daag Gulami Ka Dhoya Hai Jaan Luta Kar,
Deep Jalaye Hai Kitne Deep Bhujha Kar,
Mili Hai Jab Yeh Azadi To Fir Is Azadi Ko..
Rakhna Hoga Har Dushman Se Aaj Bachakar.
Happy Republic Day.

Chhadh gaye jo hasker suli..
Khai jinhone sine per goli..
Hum unko parnaam karte hain,
Jo mit gaye dekh per..
Hum unko salaam karte hain.

Kuch Nasha ‘TIRANGE’ ki Aaan ka hai.
Kuch Nasha ‘MATRBHUMI’ ki Shaan ka hai.
Hum Lahrayenge har Jagah ye ‘TIRANGA’
Nasha Ye ‘HINDUSTAN’ ki Shaan ka hai..
Jai ho..

Mere desh ka loktantra mahan hai.
Jisne sabko jine ka,
abhivyakti ka,
samanta ka… haq diya.
Aao aise loktantra ka samman kare..
Aur apne adhikaro, kartavyo ka palan kare.
Aur apne gantantra ko celebrete kare.
Happy Republic Day.


DESH bahkto ke balidaan se,
SWATNATRA hoye hai hum..
koi puche kon ho to GRAV se kahnge bhartiya hai ham..
**HAPPY REPUBLIC DAY**

Kyun marte ho yaro snam ke liye,
Na degi duppta kfan ke liye,
Marna hai to maro VATAN ke liye,
TIRANGA to mile ga kfan ke liye.
Jai Hind
Happy Republic day.

Main iska Hanuman hoon
Ye desh mera RAM hai,
Chhati chir ke dekh lo
Andar baitha HINDUSTAN hai.
Jay Hind!
Happy Republic Day.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form